Piles meaning in urdu
Piles ko urdu mein bava seer kehty hn is la ilaj bari aasani sa mumkin bs na apni khurak
ko tabdeel karna aur ha
16 tips in urdu to control piles bava seer
Rectum matlab bari aanat ki pechlay hisay jehan sa bara pehaab aata wehan sa khoon aana
Bari aant mein sozish aur dard ka hona
Ap padal walk zaroori karian
Bava seer qabeez ki waja se hoti ha
Bava seer ki sub se bari waja qabez ha lekin is ki aur be wajhoot ho sakti hn
Fast food ka istemal kam karian
Zaida deer bethay maat rehian
Din mein kam uz kam 8 glass pani lazmi painn
Aachi khurak sa ap ko qabaz nehi ho ge
Ap ka dard aur sazoish mein be kami ho ge
Ap bava seer ki medicine be ly sakty hn
bava seer ka operation tb karvian jb ap ko bohat zaida takleef ho
Warzish lazmi karian
Ap ko bava seer dobra be ho sakti ha
Ap kachay phal aur sabzian lazmi istemal karian
Jaisay k kharay molian shaljim band gobi piyaz wegra