Migraine meaning in urdu

Migraine ko urdu mein dard ay shahiqa ya aaday sar ka dard be kehty hn is dard ka shakaar bachay baray log aur khavteen iss sa zaida tar mutsar hoti hn migraine ky dard ki waja her bandy mein muktlaaf hoti ha aur migraine ka ilaj karny sa pehlay iss bemari ki sehi waja ka pata lagna bohaat zaoori ha migraine ka dard ap k sar k pechlay sa samny hisay mein ho sakta ha aur is k sath ap k aaday sar ya puray sar mein be yeh dard ho sakta ha.

Migraine meaning in english